Posts

Zafar0011

Karigar

 Karigar hai tu karigar Tu hai bada karigar  Karigar hu main karigar  Main hu bada karigar Ho bana tani le liya hai  Kharcha pani le liya hai  Saree bina main to  Din raat bhar Karigar hai tu karigar Tu bada karigar  Karigar hu main karigar  Main hu bada karigar Dharki to sari beth gayi hai  Taag bahut ho gya hai  Saree main kese puja dun  Thora sa dar lag raha hai Tum apne dosto ko bula lo  Taag zara tum bana lo  Ane wale kal parso me  saree tum puja lo  ho maine dosto ko bulaya  sara taag banwaya fir  bhi saree beena din raat bhar  Saree to tumne pujaya  bolo na kese pujaya  Kese main tum ko bata dun  kese main saree pujaya  doodh chaye patti ko mangaya  humne hai chaye banaya  Ati hui palko pe neend ko  humne pal bhar me udhaya  Ho tumne doodh hai mangaya  tumne chaye hai banaya  fir bhi saree beena din raat bhar  Karigar hu main karigar...

Taras rahi hun

Kon nahi chahta zindagy jeene ko har ek vyakti jo is sansar me janma hai wah zindagy behtar banane aur achi tarah guzarne k liye sochta hai meri ek chhoti bhabhi thi jinka naam gulafsa hai unhe ek bimaari ne jakad liya tha wah ghar per hi ilaj kar rahi thi bahut kosis ki zinda rahne k liye par wah aur bhi zyada bimaar ho gayi aur  hospital jana pada 2 mahine tak bimari se ladi aur ant me sabko rula gayi Unki ek bachi thi matra 2 hfte ki thi naam insha hai woh us bachi k liye apne husband k liye jeena chahti thi per wah nahi jee payee unki takleef ko dekhte hue maine likha taras rahi hun main to fir se tere sang jeene ko. Taras rahi hun main to fir se Tere Sang Jeene Ko Tadap rahi hun main To fir se Jindagi Jeene Ko Taras rahi hun main To fir se Tere Sang jeene ko Tadap rahi hun main To fir se Jindagi Jeene Ko Kaise a Gai main Yahan Kaise a gai main yahan Zindagi Mujhe Lai Hai Kahan Kese a gai main yahan Taras rahi hun main To fir se Tere Sang Jeene Ko ............m...

Bussiness dar

Nuksan bada nahi hota   Faida bada hota hai

kar la kamai (song)

 kar la kamai  (song)   kar la kamai tohar gori le ke ayi are, kar la kamai tohar gori le ke ayi  isi mahine kar dun me sagai kar la kamai tohar gori le ke ayi ..............music............................ jab se uski naina ladi hai ho gayi meri khatiya khadi  sapne me dekha main uske sang/woh mere sang ho gya mera dimagwa bhang bol mai sab baat ke ke hum batai  kahe tantion le hauwa guru (uncle) are,  kar la kamai tohar gori leke ayi kar la kamai tohar gori le ke ayi isi mahine kar dun me sagai kar la kamai tohar  gori   l ek e  ayi .is sal ab agar batiya kati hum kahat hi ab batiya badhi. umar chahe ab baje shahnai bol mai sab baat ke ke hum sunai are,  kar la kamai tohar gori leke ayi kar la kamai tohar gori le ke ayi isi mahine kar dun me sagai kar la kamai tohar  gori   l ek e  ayi

burj khalifa song

burj khaleefa (arabic)song main thahara takalluf me    woh thahri burj khaleefa me    mashaallah alahamdolillah   main pahuncha madeena me   ..........music.........................    sajdah kiya wafa kiya    pyar se main touba kiya   touba hai rabul alameen    milunga na main to kabhi

Padhne ka fayda 📚

Ek vyakti Kauwa ki awaaz se pareshan tha. Pata nahin Kyon? sabhi janvaron ko chhodkar  vah vyakti sirf Kauwa Se Hi Pareshan tha. Usne is pareshani Ka Hal khoja aur Socha Ki  Kyon Na sabhi kaue ko padhaaun?  sochne ke sath Hi vah Kam Shuru kar diya aur Sabhi Kaue ko Dana Pani per Bulaya. Sabhi Kaue aye per Ek Kauwa Nahin a Paya.  padhaai shuru ho gai,Sabhi Kauwe padhna  likhna Shuru kar diya aur bahut mehnat , Lagan Se padhaai Ki.Itni Lagan Se Kee  ki Sabhi kaue Apni Apni pasandida Jagah per  pahunch gaye, jahan wah sabhi kauwe pahunchna chahte the. per Jo Nahin pahunch  Paya ,Jo Nahin padh Paya vah Kauwa ,Aaj pad  raha hai                                                           (zafar writes✍️)

sab bhool gye

 mausam tha to aham tha  bemausam ka jhoola bethe, mausam tha to aham tha  bemausam ka jhoola bethe. aaj kis tarah ehsaas hua mujhe ki  pyar, moahbbat sab bhool bethe    'yaani hum pagal ho gye'