Karigar
Karigar hai tu karigar
Tu hai bada karigar
Karigar hu main karigar
Main hu bada karigar
Ho bana tani le liya hai
Kharcha pani le liya hai
Saree bina main to
Din raat bhar
Karigar hai tu karigar
Tu bada karigar
Karigar hu main karigar
Main hu bada karigar
Dharki to sari beth gayi hai
Taag bahut ho gya hai
Saree main kese puja dun
Thora sa dar lag raha hai
Tum apne dosto ko bula lo
Taag zara tum bana lo
Ane wale kal parso me
saree tum puja lo
ho maine dosto ko bulaya
sara taag banwaya fir
bhi saree beena din raat bhar
Saree to tumne pujaya
bolo na kese pujaya
Kese main tum ko bata dun
kese main saree pujaya
doodh chaye patti ko mangaya
humne hai chaye banaya
Ati hui palko pe neend ko
humne pal bhar me udhaya
Ho tumne doodh hai mangaya
tumne chaye hai banaya
fir bhi saree beena din raat bhar
Karigar hu main karigar
Main hu bara karigar
Comments
Post a Comment