Padhne ka fayda πŸ“š


Ek vyakti Kauwa ki awaaz se pareshan tha.

Pata nahin Kyon? sabhi janvaron ko chhodkar 

vah vyakti sirf Kauwa Se Hi Pareshan tha.

Usne is pareshani Ka Hal khoja aur Socha Ki 

Kyon Na sabhi kaue ko padhaaun? 

sochne ke sath Hi vah Kam Shuru kar diya

aur Sabhi Kaue ko Dana Pani per Bulaya.

Sabhi Kaue aye per Ek Kauwa Nahin a Paya. 

padhaai shuru ho gai,Sabhi Kauwe padhna 

likhna Shuru kar diya aur bahut mehnat ,

Lagan Se padhaai Ki.Itni Lagan Se Kee 

ki Sabhi kaue Apni Apni pasandida Jagah per 

pahunch gaye, jahan wah sabhi kauwe

pahunchna chahte the. per Jo Nahin pahunch 

Paya ,Jo Nahin padh Paya vah Kauwa ,Aaj pad 

raha hai 

                                                         (zafar writes✍️)

Comments

Post a Comment

Popular posts from this blog

Taras rahi hun

tree